Listing of Shayari
|
Post Yours FREE
|
| 3428 Results : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 Next >> |
|
|
|
to kya hua
''aaj main hu udas to kya hua ,
koi nahi mere pass to kya hua,
har waqt ek jesa nahi rahta meri kismat nahi de rahi sath to kya hua,
wo chod gaye tanha to kya hua,
kal mera hain jo mil jayega to f ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
yaadein
''yaadein eu satati hain har pal hume rulati hain,
hum chahte hain jin apno ki yaado ko chupana wo ankho main pani le aati hain,
aur har pal har lamha hume rulati jati hain,
aur ek baar dil mai aan ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
ye malik
''sabhalo mujhe ye malik ye jindgi jina chahti hu main,
apni jindgi ko khushiyo se bharna chahti hu main,
bahut dard hain is dil main wo jahar pikar,
khud ko bachana chahti hu main... ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
hum fir bhi jinada hain
''hum ladte hain khud se aur khud hi rokar has liya karte hain,
log kahte hain kya hain jina to hum kya kahe hum to khud unki judai main marke ji liya karte hain,
jab samna hoga unka to wohi kahege ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
|
|
meri kismat
''meri kismat ne kabhi sath nahi diya mera,
har kadm par dhokar khai hain,
kya karu kya na karu kuch samjh nahi aata,
kyoki meri jindgi ek aag ka dariya aur charo tarf sirf tanhai hi tanhai hain ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
ab to
''aise tut rahi hu tin tin karke ki dareti hu ek din aise na bikhar jau main,
ki sabhlna bhi chahu to sabhalna pau main,
kami hain jindgi main,
ya kismat main yahi likha hai,
ab to samjh main bhi ...
[submitted by meresath ]
|
2  |
|
kaise main jigai
''anshuo ko pigai yakin nahi hota uske bina kaise main ji gai,
hogai duniya ki baat jhuthi ki main jism aur wo jaan thi,
ek duje ke bina humari jindgi biran thi,
na jaane kaise ye ajuba hogaya uske ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
kya hua
''aaj bhi kyo ankhe nam hai dil mai jab sirf usse bichadne ka gum hain,
log sahi to kahte hain kya nahi mere pass sab kuch to hain khush rahna chahiye mujhe is jaha main to kya hua agar sirf meri saa ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
kyo dikhate hain
''wo kyo dikhate hain sabko ki wo hume mohabat kiya karte hain,
hum jante hain pyar kya hain kyoki isi ghutan main to hum jiya karte hain,
wo hi nahi samjhte ki hum unko din raat yaad kiya karte h ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
unka mera safar
''unka mera safar kuch aisa tha milaya tha us khuda ne par unhe mera humsafar na banaya tha,
galti humari thi jo hum mohabat kar bethe,
kyoki hume jagah to alag alag jana tha,
mana ki har khayab sa ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
majburi
''log kahte gaye main sunti gai kar na pai yakin unpe isliye andar hi andar ghuthti rahi,
jab hua un par yakin to`der bahut ho gai thi,
main unke dil main to rahi par duriya bahut bad gai thi,
yaki ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
logo ne kaha
''logo ne kaha kya karti ho humne kaha apni jaan ki puja,
unhone kaha kya chahte ho humne kaha unka pyar,
logo ne kaha jindgi bhar pachtaogi,
maine bhi kah diya kismat hamari....... ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
kosish karu
''kosish karu to kya karu,
dil ko kuch samjhaya nahi jata,
dard sahu to kab tak sahu,
dil ko ab bahlaya nahi jata,
wo ho nahi sakte mere aur dil se wo bhulaya nahi jata... ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
khuada ki di
''khuda ki di hui saja hain ye,
duniya main sabse khubsurat bhala hain ye,
na ho to lagta hain kya hain ye,
hojaye to lagta hain tabahi hain ye.... ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
jakham
''isqe hota hain tabah karne ke liye,
dil judta hain jindgi bhar tadapne ke liye,
tutata hain aur dard hota hain insan ko mohabat main aise,
ki koi dua nahi lagti us jakham ko bharne ke liye..... ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
pyar
''pyar wo chij hain jo kabhi samjhai nahi jati,
hojaye agar kisi se to is nadan dil se thukrai nahi jati,
kya kare koi is mohabat ka jo ho jaye to jindgi parai aur dil ki uljane suljhai nahi jati.. ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
sach
'meri khushi hain kya main khud samjh na pai,
chahti hu jise use kuch kah na pai,
wo sochte hai hume mohabat nahi unse,
par sach to ye hai ki unke bin 1 pal bhi kabhi sukun se rah na pai....... ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
duniya kahti hain
''ek baat dil ko pareshan karti hain,
wo mere nahi par na jaane kyo unka arman karti hain,
duniya kahti hain chod de use barna pachtayogi,
par meri har saans uske ahsas se chalti hain.... ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
khuda ne
''mere har khayab ko tasbir di us khuda ne,
jis pyar ki khayaish thi usse bad kar numaish di us khuda ne mujhe,
par kya karu jab sare khyab laga pure hoge to sapne main sapne the ye kah kar tod diya ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
dil ka haal
''wo nahi samjhte hain mere pyar ko aur duniya ko ye ahsas hain,
par kya karu main duniya ko batake jab wo hi nahi samjhta jo is dil ke sab se pass hain,
meri jindgi banjar aur mere dil ka haal bira ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
apni jindgi bhi
apni jindgi bhi badi ajib hain,
jo chaha wo nahi karib hain,
kya karu heran hu main lagta hain
ki khuda ko kya manjur hain
kabhi use pass lata hain phir wo mera nahi ye ahsas pass lakar kyo dilat ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
humsafar
Do kadam sab chalte hai par umar bhar saath koi nahi nibhata....agar ro kar bhulayi jati toh haskar koi gam na chupata.... ...
[submitted by iqbalsani ]
|
0  |
|
kea ho tum mere liyeeeeeee
Kaisay kaho ke kiya ho TUM
Chalo may bataon Kiya ho TUM
Meray leye mere Duniya ho TUM
Chho ke jo guzree wo Hawa ho TUM
May ne jo Maangee, Wo Duaa ho TUM
Karay Mujh ko jo Roshan, Wo Diya ho T ...
[submitted by nikitia1 ]
|
0  |
|
meri jindgi
''kya chahti hain meri jindgi kuch samjh nahi aata,
sab kuch hain mere pass bas uske bina raha nahi jata,
sab khuch saha jata hain par uski judai bina kuch dard reh nahi jata,
mila sabkuch mangne s ...
[submitted by meresath ]
|
1  |
|
sath hain par sath nahi
''wo sath hain par sath nahi ,
wo pass hain par pass nahi,
hain ye dil diwana uski asqi main ,
asiq to hain par asiqo main samil nahi... ...
[submitted by meresath ]
|
1  |
|
bahut aage
''bahut aage jana chahti thi main uske,
har haal main main sath nibhana chahti thi main uska,
par kismat ko kya manjur tha ye na pata tha humko na usko,
aaj hain dohraye par khadhi ye jindgi kya n ...
[submitted by meresath ]
|
1  |
|
jis din samjhega
''jis din samjhega jamana mere pyar ko wo na jane din kab aayega,
aayega bhi wo din ya pyar ko juda jamana kar jayega,
jab marega koi diwana kisi ke pyar main to hum jante hain jamana bas use badnaa ...
[submitted by meresath ]
|
3  |
|
aja ab kahi se
''pata nahi kyo wo ajate hain kahi se hum to tadpte hain dilo jaan se,
kaise kahe ki jina muskil hain unke bina jabki sath chodne ka iljam to hume diya gaya,
aur judai ka dard apne hoto pe siya gaya ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
sochu kya
''sochu kya ab samjh nahi aata,
uske bina ab raha nahi jata ,
wo aata nahi mere pass mera hokar bhi,
isliye lagta hain ki wo kya kisi aur ka hogaya ya milgaya... ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
|
main duniya
''maine duniya se chali jati har chij kurban kar jati,
teri 1 khushi ke liye hado se gujar jati ,par
tu 1 baar yakin to karta mere pyar par duniya kya chij hain main mot se bhi lad jati, ...
[submitted by meresath ]
|
0  |
| 3428 Results : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 Next >> |